gumshuda chain
ruuh bejaar jism-o-jaan tanha
gumshuda chain
ruuh bejaar jism-o-jaan tanha
dil ho chala sare bazaar
iss tarah tanha
gumshuda chain
ruuh bejaar jism-o-jaan tanha
ab sukoon se saans le do ghadi - 2
mere khuda sadiyon jiya hawaon ke intezaar mein
kanse din rain donon hairaan har lamha tanha
dil ho chala sare bazaar
iss tarah tanha
gumshuda chain
ruuh bejaar jism-o-jaan tanha
yeh beintehaa bekhudi waqt ki - 2
behosh si hain sar zameen
nashe mein aasamaan hain
kho chuka tha sabr-o-karaar har fiza tanha
dil ho chala sare bazaar
iss tarah tanha
gumshuda chain
ruuh bejaar jism-o-jaan tanha
|